15+ Saal Ka Vedic Anubhav · Kashi Se Seedha

Ghar Baithe, Shastrokta VidhiSe Pandit Ji Book Karein

Griha Pravesh se lekar Rudrabhishek tak — har puja ke liye anubhavi, verified Pandit ji apke dwar par. Samagri included, koi upfront cost nahi.

  • 15+Saal Ka Anubhav
  • 1 Lakh+Bookings Complete
  • 4.9/5Devotee Rating
Ganga Ghats Varanasi with temples and boats
★★★★★ Zero Upfront Cost — Pay After Confirmation

Upcoming Dosh Nivaran

Pitru Paksha 2026 Aane Wala Hai — Apni Dosh Shanti Puja Samay Rehte Book Karein

Pitru Paksha 2026, 26 September se 10 October tak rahega — Tarpan, Pind Daan aur Pitra Dosh Nivaran Puja ke liye ye sabse shubh pakshwada maana jaata hai. Yahi samay hai apni kundli mein Shani Dosh, Sade Sati ya Dhaiya check karwaane aur samay rehte upay karne ka.

Pitru Paksha Special
Pitra Dosh Nivaran Puja

Pitra Dosh Nivaran Puja

Tarpan aur Pind Daan ke madhyam se apne purvajon ko shanti dilaayein — is puja ke liye sabse shubh samay hai Pitru Paksha, 26 Sep – 10 Oct 2026.

आज का पंचांग

आज का दिन लोड हो रहा है...

नवमी (शुक्ल)

गुरु, अगस्त 20 2026 शाम 8:53 बजे से शुक्र, अगस्त 21 2026 रात 11:11 बजे तक

✓ Verified & Background-Checked Pandits
✓ Puja Samagri Included
✓ On-Time Doorstep Service
✓ Live Streaming Available

400+ Pujas & Havans

Popular Puja Services

Har avsar ke liye sahi Pandit Ji — griha pravesh se vivah tak.

Astrological Remedies

Dosh Nivaran & Shanti Puja

Kundli dosh aur graha peeda ke shastrokta upay — anubhavi Pandit Ji dwara.

Simple Process

4 Kadam Mein Pandit Ji Book Karein

1

Puja Chunein

400+ pujaon mein se apni zaroorat ke hisaab se puja select karein.

2

Pandit Ji Book Karein

Apni details aur location share karein — WhatsApp par bhi.

3

Puja Sampann Ho

Pandit ji apke dwar par pahunch kar poori vidhi se puja karayenge.

4

Ashirwad Paayein

Prasad aur apne parivaar ke liye divine ashirwad prapt karein.

70+ Shahar

Apne Sheher Mein Pandit Ji Book Karein

Temple architecture across India
Serving 60+ Cities Across India

1 Lakh+ Happy Devotees

Hamare Devotees Kya Kehte Hain

Aksar Poochhe Jaane Wale Sawaal

Frequently Asked Questions

Main online Pandit Ji kaise book karoon?

Bahut simple hai — apni puja chunein, WhatsApp ya call par apni details aur location share karein, aur hamari team confirm karke Pandit Ji bhej degi.

Kya Pandit Ji verified hote hain?

Ji haan, hamare saath 20,000+ verified Vedic Pandits judte hain jo alag-alag rituals aur sampradayon mein anubhavi hain.

Kya samagri bhi included hoti hai?

Zyaadatar pujaon mein high-quality samagri included rehti hai — booking ke waqt hi confirm kar liya jaata hai.

Kya videsh mein bhi service milti hai?

Haan, USA, UK, Canada, Australia, UAE jaise deshon mein bhi hum Pandit Ji arrange karte hain, saath hi online live-streamed puja bhi available hai.

Payment kab karni hoti hai?

Zero upfront cost — booking confirm hone ke baad hi payment ki jaati hai.

Hamare Acharya Ji

Acharya Ashutosh Tripathi Se Miliye

Acharya Ashutosh Tripathi

आचार्य आशुतोष त्रिपाठी

15+ Saal Ka Anubhav

  • शास्त्री — B.H.U. (Banaras Hindu University)
  • आचार्य (व्याकरण, साहित्य, दर्पण)
  • कर्मकाण्ड डिप्लोमा
  • ज्योतिष डिप्लोमा

Hamari team mein Kashi aur Ujjain ke parampragat Vedic astrologers shamil hain, jo kundli vishleshan, muhurat nirdharan aur vastu shastra mein visheshagya hain. Har consultation phone ya WhatsApp video call ke zariye ho sakti hai.

Aaj Hi Shuruaat Karein

Apni Agli Puja Ke Liye Verified Pandit Ji Book Karein

Zero upfront cost. Full samagri. Shastrokta vidhi.

WhatsApp Par Enquire Karein

Direct Dakshina / Payment

UPI Se Scan Karke Bhugtan Karein

Seedha pay karna hai? Neeche diye gaye QR code ko kisi bhi UPI app se scan karein.

UPI QR Code — Acharya Ashutosh Tripathi