रुद्राभिषेक पूजा
Bhagwan Shiv ka abhishek — swasthya, shanti aur karya-siddhi ke liye shastrokta vidhi.
Rudrabhishek Puja mein Bhagwan Shiv ka Rudra mantron ke saath jal, doodh, dahi, shahad aur panchamrit se abhishek kiya jaata hai. Ye puja swasthya samasyaon, mangal dosh, aur jeevan mein aa rahi badhaon ko door karne ke liye ki jaati hai.
1.5 – 2.5 ghante (Rudri sankhya ke anusaar)
Poori samagri included
Aapke dwar par, ghar baithe
FAQs
Vishesh avsar par ya jab koi samasya ho tab karaya jaa sakta hai. Pandit Ji aapki kundli dekh kar sahi salaah denge.
Somvar shubh mana jaata hai, lekin kisi bhi shubh din yeh puja karayi jaa sakti hai.
Rudri ki sankhya jitni zyada, abhishek utna vistrit hota hai — hum aapki zaroorat ke hisaab se sujhaav dete hain.
Hamare Acharya Ji
15+ Saal Ka Anubhav
Hamari team mein Kashi aur Ujjain ke parampragat Vedic astrologers shamil hain, jo kundli vishleshan, muhurat nirdharan aur vastu shastra mein visheshagya hain. Har consultation phone ya WhatsApp video call ke zariye ho sakti hai.
Aaj Hi Shuruaat Karein
Zero upfront cost. Full samagri. Shastrokta vidhi.