हवन / होमम
Agni ke madhyam se shuddhikaran, negative energy nivaran aur ashirwad prapti.
Havan (Homam) mein pavitra agni mein samidha aur ghee ki aahuti dete hue mantron ka jaap kiya jaata hai. Ye ghar, office ya kisi bhi shubh karya se pehle vaatavaran ko shuddh karne aur devi-devताओं ka ashirwad paane ke liye kiya jaata hai.
1 – 2 ghante
Poori samagri included
Aapke dwar par, ghar baithe
FAQs
Samidha, ghee, camphor aur zaroori aahuti saamagri — sab kuch humari taraf se arrange kiya jaata hai.
Haan, uchit vyavastha (havan kund ya thali) ke saath ghar ke andar ya balcony/terrace par kiya jaa sakta hai.
Pariwaar ke sabhi sadasya shamil ho sakte hain — koi seema nahi hai.
Aaj Hi Shuruaat Karein
Zero upfront cost. Full samagri. Shastrokta vidhi.