Pitra Dosh Nivaran Puja
Tarpan aur Pind Daan ke madhyam se apne purvajon ko shanti dilaayein — is puja ke liye sabse shubh samay hai Pitru Paksha, 26 Sep – 10 Oct 2026.
Daily Panchang
Tithi, Nakshatra, Yog, Karan aur shubh-ashubh muhurat — apne din ki shuruaat sahi jaankari ke saath karein.
आज का पंचांग
शुक्रवार, 21 अगस्त 2026
गुरु, अगस्त 20 2026 शाम 8:53 बजे से शुक्र, अगस्त 21 2026 रात 11:11 बजे तक
* Panchang roz automatically update hota hai. Kisi bhi shubh karya se pehle Pandit Ji se muhurat zaroor confirm karein.
Upcoming Dosh Nivaran
Pitru Paksha 2026, 26 September se 10 October tak rahega — Tarpan, Pind Daan aur Pitra Dosh Nivaran Puja ke liye ye sabse shubh pakshwada maana jaata hai. Yahi samay hai apni kundli mein Shani Dosh, Sade Sati ya Dhaiya check karwaane aur samay rehte upay karne ka.
Tarpan aur Pind Daan ke madhyam se apne purvajon ko shanti dilaayein — is puja ke liye sabse shubh samay hai Pitru Paksha, 26 Sep – 10 Oct 2026.
Agar kundli mein Sade Sati, Dhaiya ya Shani ki Mahadasha chal rahi hai, to Shani Shanti Puja se deri aur rukawaton se rahat paayein.
Panchang Kya Hai
Chandrama ki gati ke aadhar par din ka hissa — shubh karyon ka nirdharan.
Saptaah ka din — har din ek graha se sambandhit hota hai.
Chandrama jis nakshatra mein sthit hai, uska prabhav.
Surya aur Chandrama ki sthiti se bana shubh-ashubh yog.
Tithi ka aadha bhaag — muhurat nirdharan mein sahayak.
Hamare Acharya Ji
15+ Saal Ka Anubhav
Hamari team mein Kashi aur Ujjain ke parampragat Vedic astrologers shamil hain, jo kundli vishleshan, muhurat nirdharan aur vastu shastra mein visheshagya hain. Har consultation phone ya WhatsApp video call ke zariye ho sakti hai.
Aaj Hi Shuruaat Karein
Vivah, griha pravesh ya kisi bhi shubh karya ka sahi muhurat jaanein.