नवग्रह शांति पूजा
Nau grahon ki shanti aur santulan ke liye — career, health aur rishton ki badha nivaran.
Navgrah Shanti Puja mein nau grahon (Surya, Chandra, Mangal, Budh, Guru, Shukra, Shani, Rahu, Ketu) ki shanti ke liye vidhi-vidhan se puja ki jaati hai. Ye kundli mein graha dosh ke karan aane wali badhaon ko shaant karne ke liye ki jaati hai.
2 – 3 ghante
Poori samagri included
Aapke dwar par, ghar baithe
FAQs
Hamare astrologers aapki kundli dekh kar sahi jaankari de sakte hain — Astrology page par consultation book karein.
Zaroorat ke anusaar — kundli mein dosh ki tivrata dekh kar Pandit Ji salaah denge.
Haan, agar sirf ek graha (jaise Shani ya Mangal) ki shanti chahiye ho to wo bhi alag se karayi jaa sakti hai.
Hamare Acharya Ji
15+ Saal Ka Anubhav
Hamari team mein Kashi aur Ujjain ke parampragat Vedic astrologers shamil hain, jo kundli vishleshan, muhurat nirdharan aur vastu shastra mein visheshagya hain. Har consultation phone ya WhatsApp video call ke zariye ho sakti hai.
Aaj Hi Shuruaat Karein
Zero upfront cost. Full samagri. Shastrokta vidhi.